Sadmaa To Hai Mujhe BhiSadmaa to hai mujhe bhSadmaa to hai mujhe bhi ki tujhse judaa hun mainLekin yeh sochta hun ki ab tera kya hun mainMain khudkushi ke jurm ka karta hun aitraafApne badan ki kabr mein, kab se garrhaa hun mainKis kis ka naam laaun zubaan par ki tere saathHar roz ek shaks naya dekhta hunKya jaane kis adaa se liya tune mera naamDuniya samajh rahi hai, ki sab kuch tera hun mainLe mere tajrubon se sabak, aye mere raqeebDo-chaar saal umar mein, tujhse barra hun mainJaaga huwa zameer woh aiyena hai 'qateel'Sone se pehle roz, jise dekhta raha hun main
Yeh Sahara Jo Na Ho Toh Preshaan Ho JaayeYeh sahara jo na ho toh preshaan ho jaayeMushkile jaan hi lele agar aasan ho jaayeYeh kuch log farihston se bane firte hainMere hatthe kabhi chad jaaye to insaan ho jaaye
Nazar Mein Shokhiyan Lab Par Mohabbat Ka Fasaana HaiNazar mein shokhiyan lab par mohabbat ka fasaana haiMeri ummeed ki zad mein abhi saara zamaana haiKayi jeete hain dil ke desh par maloom hai mujhkoSikandar hoon mujhe ik roz khaali haath jaana hai